bewafa shayari woh chamkate bhalvoos dekho pahan

Woh Chamkate Bhalvoos Dekho
Pahan Kar Aaye Hain
Aaj Fir Kisi Par Fareb Ki
Bizliyan Girane Aaye Hain
Woh Husn Gurur Woh Adayein
Dikhane Ke Liye Aaye Hain
Woh Nadano Ko Mohabbat Ka
Khwab Dikhane Aaye Hain